Gali Mein Aaj Chand Nikla Lyrics: Gali Mein Aaj Chand Nikla is a 90s Song from the Movie “Zakhm” sung by Alka Yagnik. Gali Mein Aaj Chand Nikla music composed by M. M. Keeravani. Gali Mein Aaj Chand Nikla Lyrics written by Anand Bakshi.
Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad Gali Mein Aaj Chand Nikla Jaane Kitne Dino Ke Baad Gali Mein Aaj Chand Nikla Gali Mein Aaj Chand Nikla Gali Mein Aaj Chand Nikla
Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad Gali Mein Aaj Chand Nikla
Yeh Naina Bin Kajal Tarse Barah Mahine Badal Barse Suni Rab Ne Meri Fariyaad Suni Rab Ne Meri Fariyaad Gali Mein Aaj Chand Nikla Gali Mein Aaj Chand Nikla Gali Mein Aaj Chand Nikla
Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad Gali Mein Aaj Chand Nikla
Aaj Ki Raat Jo Main So Jaati Khulti Aankh Subah Ho Jaati Main To Ho Jaati Bas Barbaad Main To Ho Jaati Bas Barbaad Gali Mein Aaj Chand Nikla Gali Mein Aaj Chand Nikla Gali Mein Aaj Chand Nikla
Jaane Kitne Dino Ke Baad Gali Mein Aaj Chand Nikla
Maine Tumko Aate Dekha Apni Jaan Ko Jaate Dekha Jaane Phir Kya Hua Nahin Yaad Jaane Phir Kya Hua Nahin Yaad Gali Mein Aaj Chand Nikla Gali Mein Aaj Chand Nikla Gali Mein Aaj Chand Nikla
Jaane Kitne Dino Ke Baad Gali Mein Aaj Chand Nikla