Sadgi To Hamari Zara Dhekhiye Lyrics: Sadgi To Hamari Zara Dhekhiye is Qawali sung by Nusrat Fateh Ali Khan.
Sadgi To Hamari Zara Dhekhiye Song Credits
Song: Sadgi To Hamari Zara Dhekhiye
Singer: Nusrat Fateh Ali Khan
Album: Mohabbat Ki Raahon Mein
Label: Nupur Audio
Genre: Qawali Songs
Sadgi To Hamari Zara Dhekhiye Lyrics
Saadagi To Hamari Zara Dekhiye
Etbaar Aapke Vaade Per Kar Liya
Sadgi to hamari zara dekhiyeh
Sadgi to hamari zara dekhiyehMasti mein ik haseen ko khuda keh gaay hein hum
Jo kuch bhi keh ga’ay hein baja keh ga’ay hein hum
Sadgi to hamari zara dekhiyeh
Aaa sadgi to hamari zara dekhiyehIs sadgi say tujh ko khuda keh ga’ay hein hum
Sadgi to hamari zara dekhiyeh
Sadgi to hamari zara dekhiyehKiss chop kiss tamanna kis darja sadgi say
Hum aap ki shikayat karte hein aap he say
Sadgi to hamari zara dekhiyeh
Sadgi to hamari zara dekhiyehTere ata ki rodaad ho ga’ay hein hum
Baray khuloos say barbaad ho ga’ay hein hum
Sadgi to hamari zara dekhiyeh
Sadgi to hamari zara dekhiyehSadgi to hamari zara daikh’iyeh
Aitbaar aapke vaade par kar liya
Baat to sirf ik raat ki thi magar
Intizaar aap ka umar bhar ker liaIshq mein uljhanein pehle he kam na thi
Aur pedaan aa ward e sir? ker lia
Loag dartay hein qatil ki parchaiyen say
Hum ne qatil ke dil mein bhi ghar ker liaZikr ik bewafa aur sitamgar ka tha
Shikwa kia sitam ka to
Tum to zara si baat per ranjida ho ga’ay
Zikr ik bewafa aur sitamgar ka thaSadgi To Hamari Zara Dhekhiye Lyrics in Hindi (हिंदी)
Tera zulm nahi hai shamal gar meri barbadi mein
Phir yeh aankhein bheeg rahi hein kiyoon mere afsanay say
Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha
Zikr ik bewafa aur sitamgar ka thaMeri halat daikh ker tum kiyoon pareshaan ho ga’ay
Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha
Vocables
Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha

Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha
Aap ka aise baaton say kia wasta
Aap to bewafa aur sitamgar nahi
Aap ne kiss liyeh mo udhar ker liaJab tulu aaftab hota hai gham ke sagir uchal deta hoon
Tazkara jab wafa ka hota hai mein tumhari misaal deta hoon
Aap to bewafa aur sitamgar nahi
Aap to bewafa aur sitamgar nahiKiyoon aankh milayi thi kiyoon aag lagai thi
Ub rukh kiyoon chupa baithay ker ke mujhe deewana
Aap to bewafa aur sitamgar nahi
Aap to bewafa aur sitamgar nahiZindagi-bhar ke shikway gilay thay bohot
Waqt itna kahan tha ke dohratay hum
Aik hijki mein keh dali sub dastaan
Hum qissay ko yoon mukhtasar ker liaBeqarari milay gi milay ga sukoon
Chain chin ja’ay ga neend urh ja’ay gi
Apna anjaam sub hum ko maloom tha
Aap say dil ka sauda magar ker liaZindagi ke safar mein bohot door tak
Jab koi dost aaya na hum ko nazar
Hum ne ghabra ke tanhaioon say sada
Aik dushman ko khud humsafar ker liaSaadagi To Hamari Zara Dekhiye
Aitebaar Aapke Waday Per Kar Liya
Saadagi To Hamari Zara Dekhiye
Aitebar Aapke Waade Per Kar Liya