Aaine Ki Nazar Lag Na Jaye Kahin Lyrics: Aaine Ki Nazar Lag Na Jaye Kahin is Qawali sung by Nusrat Fateh Ali Khan.
Aaine Ki Nazar Lag Na Jaye Kahin Song Credits
Song: Aaine Ki Nazar Lag Na Jaye Kahin
Singer: Nusrat Fateh Ali Khan
Album: Mohabbat Ki Raahon Mein
Label: InZi
Genre: Qawali Songs
Aaine Ki Nazar Lag Na Jaye Kahin Lyrics
Aisa banna sanwarna mubarik tumhein
Aisa banna sanwarna mubarik tumhein
Kamse kam itna kehna hamaara karo
Kamse kam itna kehna hamaara karoAisa banna sanwarna mubarik tumhein
Kamse kam
Itna kehna hamaara karoAisa banna sanwarna mubarik tumhein
Kamse kam itna kehna hamaara karoAisa banna sanwarna mubarik tumhein
Kamse kam itna kehna hamaara karoAisa banna sanwarna
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarna
Unka banna sanwarnaAisa banna sanwarna
Unka banna sanwarnaWo kya sanwar gaye
Meri kAisat sanwar gayiWo agar ban sanwar gaye honge
Dekhne wale marr gaye honge
Unka banna sanwarnaUnka banna sanwarna
Aisa banna sanwarnaHazaaron wada e shab usne is soorat se taale hain
Kabhi mehdi lagayi hai kabhi kesu sambhale hain
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarnaMareezon ka dam ankhon mein hai
Wo hain mehve aaraishWahaan hoton ki laali hai
Yahaan jaanon ke laale hai
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarnaUnka banna sanwarna
Aisa banna sanwarnaHaaron fariaad kar rahe hain
Magar kisi par nazar nahi haiWo mehv hain aaeene mein aise
Unko apni khabar nahi hai
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarna
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarnaUnka banna sanwarna
Aisa banna sanwarna
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarna

Aaeene mein har ada ko dekh kar kehte hain wo
Aaj ye dekhenge hum kis kis ki hai aayi hui
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarna
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarnaUnka banna sanwarna
Aisa banna sanwarna
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarnaSajne ke wat ye bhi zara dekhte nahin
Sajne ke wat ye bhi zara dekhte nahin
Aaeena dekhta hai unhein kis nigah se
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarnaUnka banna sanwarna
Aisa banna sanwarna
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarnaUnhe aaraish ke gesu se matlab
Koi deewana ho jaye bala se
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarna
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarna
Aa…..
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarna
Unka banna sanwarna
Aisa banna sanwarnaAisa banna sanwarna mubaarak tumhe
Kam se kam itna kehna hamara karo
Aisa banna sanwarna mubaarak tumhe
Kam se kam itna kehna hamara karoAisa banna sanwarna mubaarak tumhe
Kam se kam itna kehna hamara karoChand sharmaayega chandni raat mein
Chand sharmaayega chandni raat mein
Yun na zulfon ko apni sanwara karoChand sharmaayega chandni raat mein
Yun na zulfon ko apni sanwara karo
Yun na
zulfon ko apni sanwara karo
Chand sharmaayega chandni raat mein
Yun na zulfon ko apni sanwara karoAa…
Chand sharmaayega chandni raat mein
Yun na zulfon ko apni sanwara karoYe tabassum ye ariz ye roshan jabeen
Ye tabassum ye ariz ye roshan jabeen
Ye tabassum ye ariz ye roshan jabeen
Ye ada ye nigahein ye zulf ye haseenAeene ki nazar lag na jaaye kahin
Aeene ki nazar lag na jaaye kahin
Jaane jaan apna sadka utaara karoAeene ki nazar lag na jaaye kahin
Jaane jaan apna sadka utaara karoAa…..
Aeene ki nazar lag na jaaye kahin
Jaane jaan apna sadka utaara karoYe Dil toh kya cheez hai jaan se jaayenge
Dil toh kya cheez hai jaan se jaayenge
Dil toh kya cheez hai Dil Dil..
Dil toh kya cheez hai jaan se jaayengeAa….
Dil toh kya cheez hai jaan se jaayenge
Aa…
Dil toh kya cheez hai jaan se jaayenge
Maut aane se pehle hi marr jaayenge
Maut aane se pehle hi marr jaayengeYe ada dekhne wale lut jaayenge
Ye ada dekhne wale lut jaayenge
Yun na hasn hasn ke dilbar ishaara karoYe ada dekhne wale lut jaayenge
Yun na hasn hasn ke dilbar ishaara karoYe ada hai ye ada kya qayamat
Ye ada hai ye ada kya qayamat
Ye ada hai ye ada kya qayamatHar ada mastaana sar se paaon tak chaayi hui
Uf teri kaafir jawaani josh par aayi huiYe ada hai ye ada kya qayamat
Ye ada hai ye ada kya qayamatAa..
kya qayamat
Ye ada hai ye ada
Bismil ka khuda hafiz
Kaatil ka khuda hafiz
Tum jis pe nazar dalo
Us dil ka khuda hafiz
kya qayamat
Ye ada hai ye adaAndaaz apne dekhte hain aaeene mein wo
Andaaz apne dekhte hain aaeene mein wo
Aur ye bhi dekhte hain koi dekhta na ho
kya qayamat
Ye ada hai ye ada
kya qayamatDil churane ki ada khaas hua karti hai’
Dekh lete hain wo duzdeeda nazar se pehle
kya qayamat
Ye ada hai ye ada
kya qayamatZara unki shokhi to dekhiye
Liye zulf e kham shuda haath mein
Mere pass aake dabe dabe
Mujhe saamp keh kar dara diya
kya qayamat
Ye ada hai ye ada
kya qayamat
Ye ada hai ye adaDil mere lekar ye zaalim ne keha
Dil mere lekar ye zaalim ne keha
Jaao rasta lo tumhara kuch nahi
kya qayamat
Ye ada hai ye ada
Aa…
kya qayamat
Ye ada hai ye adaAngrai lekar usne mujhpar khumaar daala
Angrai lekar usne mujhpar khumaar daala
Zaalim ki is ada ne bas mujhko maar daala
kya qayamat
Ye ada hai ye ada
Aa…
kya qayamat
Ye ada hai ye adaAngrai bhi wo lene na paye utha ke haath
Angrai bhi wo lene na paye utha ke haath
Dekha mujhe to chor diye muskura ke haath
kya qayamat
Ye ada hai ye ada
kya qayamat
Ye ada hai ye ada
Dekhne wale lut jayenge
Yu na hans hans kar dilbar ishara karoFikr e ukba ki masti utar jayegi
Fikr e ukba ki masti utar jayegi
Aa…
Fikr e ukba ki masti utar jayegi
Fikr e ukba ki masti utar jayegi
Tauba tooti toh kismat sanwar jayegi
Tauba tooti toh kismat sanwar jayegiTum ko duniya mein jannat nazar aayegi
Tum ko duniya mein jannat nazar aayegi
Sheikh ji maikade ka nazaara karoTum ko duniya mein jannat nazar aayegi
Sheikh ji maikade ka nazaara karoKaam Aye na mushkil mein koi yahaan
Kaam Aye na mushkil mein koi yahaan
Matlabi dost hain matlabi yaar hain
Matlabi dost hain matlabi yaar hainIss jahan mein nahi koi ehle wafa
Iss jahan mein nahi koi ehle wafa
Ae fana iss jahaan se kinaara karoIss jahan mein nahi koi ehle wafa
Ae fana iss jahaan se kinaara karoIss jahan se nahi koi ehle wafa
Ae fana iss jahaan se kinaara karo
Aisa banna sanwarna mubarik tumhein
Kamse kam itna kehna hamaara karo
3 thoughts on “Aaine Ki Nazar Lag Na Jaye Kahin Lyrics – Nusrat Fateh Ali Khan”
Comments are closed.